ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Darna Zaroori Hai > Boo

Darna Zaroori Hai ( Hindi Film Songs )

Aake Darr
Khabardaar Maut Ka Zaayeka)


Boo song lyrics

jeena hain toh darna hain zaroori
marna hain toh jeena hain zaroori
jeena hain toh darna hain zaroori
marna hain toh jeena hain zaroori
darr darr ke jo nahi kiya
marr marr ke bhi nahi mara
darr darr ke jo nahi kiya
marr marr ke bhi nahi mara
sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega - 2
dabe paanv chupke se aaya aaya aaya
bhoo

jisko bhi jeena hain woh marne ko tayyar ho jaaye
jo kuchh bhi kal hona hain woh aaj ho jaaye
haa chehre pe chehra lekar aata hain woh zaalim
kitne bhi uddgaayenge bolo ham na honge kam
kitne rang badal ke aaya aaya aaya aaya
bhoo
bhoo

tu na akela chaaye kaali raat matt jana
tab jaane kaun aaye sabse hai tu anjana
shaitaanon ke jaal mein fass jaayega ek baar
dam hain tere haathon mein ho jaayega paar
haule se aake gurraya raya raya raya
bhoo
bhoo

jeena hain toh darna hain zaroori
marna hain toh jeena hain zaroori
darr darr ke jo nahi kiya
marr marr ke bhi nahi mara
darr darr ke jo nahi kiya
marr marr ke bhi nahi mara
sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega - 2
dabe paanv chupke se aaya aaya aaya
bhoo

Other songs of the movie Darna Zaroori Hai

Aake Darr
Khabardaar Maut Ka Zaayeka)

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Phir Bhi Dil Hai Hindustani

Bhari Duniya Men Aakhir Dil Ko

Saaiyaan

Do Dilon Ki

Main Hoon Woh Aasman

Hamein Ai Dil

Yeh Jo Mohabbat Hai

Sun Sun Barsaat Ki Dhun

Ehsan Mere Dil Pe

Matlab nikal gaya hai toh pehchante nahin