Music > Dastan > Ye Mausam Aur Ye Tanhaai
Ye Mausam Aur Ye Tanhaai song lyrics
[singer:- Suraiyya ]
(ye mausam aur ye tanhaai, zara dam bhar ko a jaao
yahi mauka hai milane ka, lagi dil ki bujha jaao
yahi mauka hai milane ka
badi mushakil se main ne aaj dil ke taar chhede hain
inhin taaron pe tum aakar koi, naGhama suna jaao
ye mausam aur ye tanhaai
yahaan har cheez khaali hai, muhabbat ke siva pyaare
ye duniya aani jaani hai, zara hans lo hansa jaao
yahi mauka hai milane ka
****************************************
Other songs of the movie Dastan
Aaya Mere Dil Men Tu Ban Ke Dil Ki Aarzu Ai Shamma Tu Bata Dhadak Dhadak Dil Dhadake Dil Ko Teri Tasveer Se Jaanewaale Ab to Aaja Muhabbat Badha Kar Nainon Men Preet Hai Ta Ra Ri Aa Ra Ri Ta Ra Ri Aa Ra Ri
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Yeh Ishq Haaye
Peete Peete Kabhi Kabhi
Muhabbat Badha Kar
Ishq Hai Jhootha
Tumhaare Liye Hue Badnaam
Jalwa 1
Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai
Mithi Mithi Akhyonse Man Bar De
Mujhe Kehate Hain
Ham Ko Tumhaare Ishq Ne
|
|