Music > Deewana > Koi Na Koi Chahiye
Koi Na Koi Chahiye song lyrics
--MALE--
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala - 2
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
Dil-o-jaan lutaayenge hum to usi par
Saath mein bitaayenge shyaam-o-saher
Shyaam-o-saher o mere yaara
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
--CHORUS--
Pyaar karne waala
--MALE--
Pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
--CHORUS--
Hum pe marne waala
--MALE--
Hum pe marne waala
(Us chaand ke tukde ko seene se lagaa loonga
Us reshmi mukhde ko aankhon mein chhupaa loonga) - 2
Deewana mujhsa na milega usko
Is zameen se leke saare aasmaan tak
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
--CHORUS--
Hum pe marne waala
--MALE--
Hum pe marne waala
(Na meri koi manzil, na mera hai thikaana
Maine to yaaron sikha kaanton se dil lagaana) - 2
Ulfat ka main deewana hoon, duniya se main begaana
Baahon mein aasmaan hai, kadmon mein hai zamaana
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
Dil-o-jaan lutaayenge hum to usi par
Saath mein bitaayenge shyaam-o-saher
Shyaam-o-saher o mere yaara
Koi na koi chaahiye pyaar karne waala
Koi na koi chaahiye hum pe marne waala
--ALL--
Other songs of the movie Deewana
Aisi Deewangi Payaliya Sochenge Tumhe Pyaar Teri Isi Ada Pe Sanam Teri Umeed Tera Intezar
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Raja Ko Rani Se
Mausaam
Bahake Baheke Ye Jazabaat
Geela Geela Pani
O Likhane Waale Ne
Jalataa Hain Jiyaan Mera
Laree Choote
Raat Bhar Jaam Se
Meri Jaan Mujhe Jaan Na Kaho
|
|