Music > Deewana > Payaliya
Payaliya song lyrics
--MALE--
Paayaliya, oh ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
--CHORUS--
(Jind maahiya, jind maahiya
Jaana main jaana tere saath ve
Jind maahiya, jind maahiya
Haathon mein le le mera haath ve) - 2
--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Teri paayaliya shor machaaye, neend churaaye
Hosh udaaye, mujhko paas bulaaye, o rabba ho
--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Paayaliya geet sunaaye, sargam gaaye
Preet jagaaye, tujhko paas bulaaye, rabba ho
--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho
--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho
--MALE--
(Aankhon mein tere sapne, honton pe teri baat
Yeh din to kat jaata hai, guzarti nahin raat) - 2
--FEMALE--
Hai, kaise main sunaaoon jiya ka tujhko haal
Ke yaad nahin mujhko mahina din saal
--MALE--
Saanson se baandhe saanson ka bandhan
Teri paayal gori mere dil ki dhadkan
--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Paayaliya geet sunaaye, sargam gaaye
Preet jagaaye, tujhko paas bulaaye, rabba ho
--MALE--
Teri paayaliya shor machaaye, neend churaaye
Hosh udaaye, mujhko paas bulaaye, rabba ho
--FEMALE--
(Meri paayal pe likha hai deewane tera naam
Baahon mein teri beete ab mere subh-o-shyaam) - 2
--MALE--
Jee mera kehta hai main paayal ban jaaoon
In gore gore pairon ki rangat churaaoon
--FEMALE--
Aisi baaton se mujhko darr laage
Naazook hote hai chaahat ke dhaage
--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Teri paayaliya shor machaaye, neend churaaye
Hosh udaaye, mujhko paas bulaaye, o rabba ho
--FEMALE--
Paayaliya geet sunaaye, sargam gaaye
Preet jagaaye, tujhko paas bulaaye, rabba ho
--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho
--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho
--CHORUS--
(Jind maahiya, jind maahiya
Jaana main jaana tere saath ve
Jind maahiya, jind maahiya
Haathon mein le le mera haath ve) - 2
--FEMALE--
Aah aah aah, aah aah...
--CHORUS--
Jind maahiya, jind maahiya
Jaana main jaana tere saath ve
Jind maahiya, jind maahiya
Other songs of the movie Deewana
Aisi Deewangi Koi Na Koi Chahiye Sochenge Tumhe Pyaar Teri Isi Ada Pe Sanam Teri Umeed Tera Intezar
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Jiya Mein Jiya
Mujhpe toofaan uthaaye logon
Chup Reh Sakta Toh
Pyar Kar
Mehfooz
Mout Kitani Bhi Sangdil Ho
Surmayee Ankhiyon Mein
Omkara Re Omkara
Ye Hansta Hua Kaarvaan Zindagi Ka
|
|