ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Deewane > Qayamat Qayamat

Deewane ( Hindi Film Songs )

Ae Dil Itana Bataa De
Churao Na Dil
Deewane Pyar Ke Hum
Ishq Da Gunjal
Jogiya Jogiya
Sajna Ne Phool Marya


Qayamat Qayamat song lyrics

su: ye aaNkhen ye masti
ye aaNkhen ye masti, ye palken ye kaajal
ye zulfen ye Khushboo ye chooDi ye paayal
(qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat) -2
a: ye chehraa ye tevar, ye qaatil adaayen
ye premi ye paagal ye chaahat ye muhabbat
(qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat) -2
su: ye aaNkhen ye masti, (ye palken) -4 (ye kaajal) -4

su: aashiq hai kaun vo, tum aashiqi ho jiski
shaayar hai kaun vo, tum shaayari ho jiski
a: hue tum deevaane yuN hi to nahin
chalaa koi jaadoo kahin na kahin, kahin na kahin
su: haaN kahin na kahin, kahin na kahin
a: ye jaadoo ye jaadoo ye jaadoo, ye rangat ye rangat
su: ye jalvaa ye jalvaa ye jalvaa ye javaani..

a: dilbar mere sanam, mahboob mere yaaraa
badlaa hai aaj kyuN, andaaz ye tumhaaraa
su: karuN kyaa koi zor chaltaa nahin
sambhaale se bhi dil sambhaltaa nahin, sambhaltaa nahin
a: haaN sambhaltaa nahin, sambhaltaa nahin
su: ye maujen a: laa laa laa laa, laa laa laa
su: ye saagar a: laa laa laa laa, laa laa laa
su: ye havaayen.., ye mausam a: laa laa laa laa, laa laa laa
a: ye mahfil, ye nagmaa, ye shoKhi ye aalam
su: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
a: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
su: ye aaNkhen ye aaNkhen a: ye chehraa ye chehraa
su: ye masti ye masti a: ye tevar ye tevar
su: ye palken.., ye kaajal..
su: ye zulfen a: ye premi

su: ye Khushboo a: ye paagal
su: ye chooDii a: ye chaahat
su: ye paayal a: ye muhabbat
su: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
a: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
su: haaN qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
a: haaN qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat

Other songs of the movie Deewane

Ae Dil Itana Bataa De
Churao Na Dil
Deewane Pyar Ke Hum
Ishq Da Gunjal
Jogiya Jogiya
Sajna Ne Phool Marya

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Bahak Chale Mere Nainawa

Ab tere bin

O Roop Nagar Ke Soudaagar

Chori Chori Meri Gali

Dupatta Tera Nau Rang Da

Megha Re Megha

Mera Saaya Saath Hoga

Yeh Desh Hai Veer Jawanon Ka

Machal Ke Jabhi Bhi Aankhon Se