ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Detective > Mujh Ko Tum Jo Mil Gaye

Detective ( Hindi Film Songs )

Aaja Kar Le Muqaabila Ye Baazi Pyaar Ki
Aankhon Pe Bharosa Mat Kar
Chhodie Gussa Huzoor
Do Chamakati Aankhon Men


Mujh Ko Tum Jo Mil Gaye song lyrics

-----------------------------------------------------------
Hemant: mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya
Geeta: tum jo mere dil men hanse dil ka kamal dekho khil gaya

Hemant: aa ~~a~ ye bhigati hui fiza, baras rahi hai chaandani
Geeta: taaron ne mil ke chhed di madhur milan ki raagini
Hemant: leke qaraar aaya hai pyaar, kya hai agar mera dil gaya
Both: mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya

Geeta: aa ~~a ~
dekhate chal rahe hain ham hai pyaar ka ye raasta
Hemant: chaand aur sitaaron ka, bahaar ka ye raasta
Geeta: leke qaraar aaya hai pyaar, kya hai agar mera dil gaya
Both: mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya

Hemant: aa~~ .a~~
mere suhaane khwaab, ki tum mere saamane raho
Geeta: aisi hasin raat hai dil ye kahe sahar na ho
Hemant: leke qaraar aaya hai pyaar, kya hai agar mera dil gaya
Both: mujh ko tum jo mile ye jahaan mil gaya
tum jo mere dil men hanse dil ka kamal dekho khil gaya
-----------------------------------------------------------

Other songs of the movie Detective

Aaja Kar Le Muqaabila Ye Baazi Pyaar Ki
Aankhon Pe Bharosa Mat Kar
Chhodie Gussa Huzoor
Do Chamakati Aankhon Men

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Teri Bindiya

Sania Badnaam

Wada Karle Saajna

Khuda Kare Mohabbat Mein

De De Pyaar De

Tum Bhi Bhula Do Main Bhi Bhula Dun

Haay Kis Ko Khabar Thi

Aao Huzoor Tumko

Andaaz Mera Mastaana

Tu 1