ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dil Apna Aur Preet Parai > Andaaz Mera Mastaana

Dil Apna Aur Preet Parai ( Hindi Film Songs )

Ajeeb Dastan Yeh Hai
Dil Apna Aur Preet Parai
Itani Badi Mahafil
Jaane Kahaa Gayee
Mera Dil Ab Tera O Sajana
Sheesha e Dil Itana Na Uchhaalo


Andaaz Mera Mastaana song lyrics

-----------------------------------------------------------
andaaz mera mastaana, maange dil ka nazaraana
zara soch ke aankh milaana, ho jaae na tu divaana
ke ham bhi jawaan hain, sama bhi jawaan hai
na phir ham se kahana, mera dil kahaan hai,
mera dil kahaan hai

Chorus: takaalina !

Lata:pyaar ki kitaab hun main, sach hun phir bhi khwaab hun main
dekh kar suroor aae, vo ajab sharaab hun main
main hun jawaani ka rangin taraana,
rangin taraana,

Chorus: takaalina !
andaaz mera mastaana.......

Lata:tujh ko meri justuju hai, mujh ko teri aarzoo hai
mere dil ka aaina tu, dil ke aaine men tu hai
ham se hi roshan hai, saara zamaana,
saara zamaana

Chorus: takaalina !
andaaz mera mastaana......

Lata:main kidhar hun, tu kahaan hai ye zamin ya aasamaan hai
mere tere pyaar ki ye kya ajib daastaan hai
mitha sa ye dard bhi hai suhaana,
dard suhaana

Chorus: takaalina !
andaaz mera mastaana.......
-----------------------------------------------------------

Other songs of the movie Dil Apna Aur Preet Parai

Ajeeb Dastan Yeh Hai
Dil Apna Aur Preet Parai
Itani Badi Mahafil
Jaane Kahaa Gayee
Mera Dil Ab Tera O Sajana
Sheesha e Dil Itana Na Uchhaalo

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tere Bina Jiya Jaye Na

Aan Milo Shyaam Saanvare

My Name Is Anthony Gonsalves

Mitti Se Khelte Ho Baar-Baar

Rel Men Jiyaa Mora

Puchho Zara Puchho

Jaadu Bhare Naino Men

Yeh Sard

Aao Huzoor Tumko