ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere > Mujh Ko Is Raat Ki [Mukesh Version]

Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere ( Hindi Film Songs )

Kya Bura Kiya Hai Huzoor Maine
Mujh Ko Is Raat Ki [Lata Version]
Ye Vaada Karen Jahaan Bhi Rahen


Mujh Ko Is Raat Ki [Mukesh Version] song lyrics

-----------------------------------------------------------

mujh ko is raat ki tanahaai men aavaaz na do
(aavaaz na do)-2
jis ki aavaaz rula de mujhe vo saaz na do
vo saaz na do.
aavaaz na do......

raushani ho na saki, dil bhi jalaaya main ne
tum ko bhula hi nahin, laakh bhulaaya main ne
main pareshaan hun, mujhe aur pareshaan na karo
aavaaz na do.......

kis qadar jald kiya mujhase kinaaraa tumane
koi bhatakega akela ye na socha tumane
chhup gae ho to mujhe yaad bhi aaya na karo
aavaaz na do.......

mujh ko is raat ki tanahaai men aavaaz na do
(aavaaz na do)-2
jis ki aavaaz rula de mujhe vo saaz na do
vo saaz na do.
aavaaz na do......

*********************************************

Other songs of the movie Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere

Kya Bura Kiya Hai Huzoor Maine
Mujh Ko Is Raat Ki [Lata Version]
Ye Vaada Karen Jahaan Bhi Rahen

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Yeh Dard Bhara Afsana

O Baalam Tere Pyaar ki

Hone Lagi Dil Mein

Dhadake Mera Dil

Tera Hi Aasara Hai

Pyar Zindagi Hai

In Haseen Wadiyon Se

Mahiyaa

Gori Odh Ke Mal Mal

Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam