ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dil Chahta Hai > Tanhayee

Dil Chahta Hai ( Hindi Film Songs )

Dil Chahta Hai
Jaane Kyon
Kaisi Hai Yeh Rut
Koi Kahe Kehta Rahe
Woh Ladki Hai Kahan


Tanhayee song lyrics

Tanhayee Tanhayee
Dil Ke Raaste Mein
Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare Ek Mayusi Hai Chhayi
Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Saza Maine Paayi
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Faili Huvi Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Fali Hoye Tanhayee

Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal Maine Apne Haatho Mein
Ab Toote Sapno Ke Shishe Chubte Hai In Aankhon Mein
Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal Maine Apne Haatho Mein
Ab Toote Sapno Ke Shishe Chubte Hai In Aankhon Mein
Kal Koyi Tha Yahin Ab Koyi Bhi Nahin
Ban Ke Naagin Jaise Hai Saason Mein Lehrayi
Tanhayee Tanhayee
Palko Pe Kitne Aansoon Hai Laayi
Tanhayee Tanhayee
Palko Pe Kitne Aansoon Hai Laayi

Kyon Aisi Umeed Ki Maine Jo Aisi Naakaam Huvi
Door Banayi Thi Manzil To Raste Mein Hi Shaam Huvi
Kyon Aisi Umeed Ki Maine Jo Aisi Naakaam Huvi
Door Banayi Thi Manzil To Raste Mein Hi Shaam Huvi
Ab Kahan Jaao Main
Kisi Ko Samjaon Main
Kya Maine Chaha Tha Aur
Kyon Kismat Main Aayi
Tanhayee Tanhayee
Jaise Andhero Ki Ho Gehrayi
Dil Ke Raaste Mein
Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare Ek Mayusi Hai Chhayi
Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Saza Maine Paayi
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Faili Huvi Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Fali Hoye Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
Tanhayee Tanhayee

Other songs of the movie Dil Chahta Hai

Dil Chahta Hai
Jaane Kyon
Kaisi Hai Yeh Rut
Koi Kahe Kehta Rahe
Woh Ladki Hai Kahan

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Achchi Lagti Ho

Na Mujko Heechki Aai Na Paoh Mera Fisla

I Want To Make Love To You

Kyon Mere Dil Men

Yeh Hai Pyar

Bindiya Chamakne Lagi

Door Koi Gaye

Tumhe Mohabbat Hain Ham Se

Kitna Maza Aa Raha Hai

Zindagi Ko Sanwarna Hoga