ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dil Kya Kare > Yeh Dil Kya Kare

Dil Kya Kare ( Hindi Film Songs )

Badal Bijli Ka Baja
Dil Kya Kare
Do Dilon Ki
Pyar Ke Liye


Yeh Dil Kya Kare song lyrics

Boy:
Bhoola Fasana Koi
Guzra Zamaana Koi
Saathi Purana Koi
Ban Ke Bahana Koi
Agar Dil Mein Yun
Samaa Jaaye To
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Jaadu Sa Chaa Ne Lagaa
Pagal Bana Ne Lagaa
Kuch Yaad Aane Lagaa
Kuch Bhool Jaane Lagaa
Kya Na Kare, Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare...
Girl:
Is Paar Reh Na Sakey
Us Paar Jaa Na Sakey
Khamosh Reh Na Sakey
Jo Chahein Keh Na Sakey
Yeh Pagal Samaa
Yeh Mausam Jawan
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Jaadu Sa Chaa Ne Lagaa
Pagal Bana Ne Lagaa
Kuch Yaad Aane Lagaa
Kuch Bhool Jaane Lagaa
Kya Na Kare, Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare...

Other songs of the movie Dil Kya Kare

Badal Bijli Ka Baja
Dil Kya Kare
Do Dilon Ki
Pyar Ke Liye

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

O Jogi Jab Se Tu Aata

Kuan Ma Doob Jaoongi

Barah Mahine Line Maari

Chalo Re Doli

Hum tumse na kuchh keh paaye

Ye Raat Ye Chaandani [Lata Version]

Ke Insaan Kya Devta Kya Sabhi Ko Tumse Pyaar

O Saathi Re