ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dil Tera Diwana > Nazar Bachakar

Dil Tera Diwana ( Hindi Film Songs )

Dhadakne Lagata Hai Mera Dil
Dil Tera Deewana Hai Sanam
Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse


Nazar Bachakar song lyrics

(nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
varna ghaayal kar deta) (2)

(dil ki aag woh bhi dekhte mere pyaar ka jaadu
apne rang mein hum bhi kam na tha kar dete beqaabu) (2)
nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
varna ghaayal kar deta

(gar woh theherte mere saamne dil pe teer chal jaate
woh haseen hai main jawaan hoon saare bhed khul jaate) (2)
nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
varna ghaayal kar deta

(hum se kab talak mooh chhupenge woh apni shaan dikhlaake
ek roz to aa hi jaayenge mere paas sharmaake) (2)
(nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
varna ghaayal kar deta) (2)

Other songs of the movie Dil Tera Diwana

Dhadakne Lagata Hai Mera Dil
Dil Tera Deewana Hai Sanam
Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Watan Walo

Humsafar Chahiye

Chhabeela Rangila

Aana Hi Padega

Sajana Tere Pyaar Men Main Gayi

Jiya Beqaraar Hai

Gehra Gehra

Tu Aashiqui

Hadh Ko Adab Ko Todd Ke

Tujhe Na Dekhoon To Chain