ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dillagi > Duniya Kya Jaane Mera Afasaana

Dillagi ( Hindi Film Songs )

Chaar Din Ki Chaandani
Is Duniya Men Ai Dil Waalon
Le Ke Dil Chup Ke Se Kiya Majbur
Meri Pyaari Patang
Muraliwaale Murli Baja
Niraala Mohabbat Ka Dastur Dekha
Tera Khayaal Dil Se
Tere Koonche Men Aramaanon Ki Duniya
Tu Mera Chaand Main Teri Chaandani
Zaalim Zamaana Mujh Ko


Duniya Kya Jaane Mera Afasaana song lyrics

[ Singer:- Suraiyya]

( duniya kya jaane mera afasaana
kyun gaaye dil ulafat ka taraana ) -2
duniya kya jaane

ho o o
( neend na aaye dil bas men nahin
tu hai kahin to piya, main hun kahin ) -2
o saajanawa re
o baalamawa re
chaandani raaten aur ye samaan
rrut bhi anokhi main bhi jawaan
main bhi deewaani, tu bhi deewaana
phir kaise beete mausam suhaanaa

ho o
( raat kate na bin tere piya
aaja akele nahin laage jiya ) -2
o saajanawa re
o baalamawa re
jhil-mil taare mast hava
chhed de murali aa ke zara
ho o
tere sang gaaun main kya gaana
sun-sun ke jis ko naache zamaana

duniya kya jaane mera afasaana
kyun gaaye dil ulafat ka taraana
duniya kya jaane
******************************************

Other songs of the movie Dillagi

Chaar Din Ki Chaandani
Is Duniya Men Ai Dil Waalon
Le Ke Dil Chup Ke Se Kiya Majbur
Meri Pyaari Patang
Muraliwaale Murli Baja
Niraala Mohabbat Ka Dastur Dekha
Tera Khayaal Dil Se
Tere Koonche Men Aramaanon Ki Duniya
Tu Mera Chaand Main Teri Chaandani
Zaalim Zamaana Mujh Ko

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Bahon Mein Chale Aao

Aaya Mausam Dosti Ka

Bol Na Halke Halke

Aa kahi duur chale jaaye ham

BNB

Mujhpe Har Haseena

Aane Do

Masha Allaah

Khuda Kare Mohabbat Mein

Just Love Me Main Akela