tere kooche men aramaanon ki duniya le ke aaya hun
tujhi par jaan dene ki tamanna le ke aaya hun
tere kooche men...................
jigar men dard dil men tees aur aankh men do aansu -2
zara tu dekh le aa kar main kya-kya le ke aaya hun
tere kooche men ....................
vo afasaana mohabbat ka kabhi jo toone chheda tha -2
vo afasaana honthon par adhuura le ke aaya hun
tere kooche men..........................
******************************************