ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dilli Ka Thug > Ham To Mohabbat Karega

Dilli Ka Thug ( Hindi Film Songs )

O Baabu O Laala
Ye Raaten Ye Mausam Nadi Ka Kinaara


Ham To Mohabbat Karega song lyrics

-----------------------------------------------------------
Kishor: ham to mohabbat karega,
duniya se nahin darega,
chaahe ye zamaana kahe,
ham ko deevaana aji
ham to mohabbat..........

chupake se aap to,
dil leke chale jaaten hai,
pichhe pichhe deewane,
phir bhi chale aaten hai - 2

Nutan: meri jooti se!!

Kishor: joota paalish karega,
lekin tum par marega
chaahe ye zamaana kahe,
ham ko deevaana aji
ham to mohabbat karega,
duniya se nahin darega,

thokar se aur bhi,
aramaan ye javaan hote hai,
duniya men ham jaise,
aashiq bhi kahaan hoten hai - 2

Nutan: are vaah re majanun

Kishor: laila laila karega,
thandi aahen bharega,
chaahe ye zamaana kahe,
ham ko deevaana aji
ham to mohabbat karega,
duniya se nahin darega,

dur ho ho ke aji,
yun na sataao ham ko,
ham jiyen kaise bhala,
ye to bataao ham ko - 2

Nutan: doob maro

Kishor: doobegaa nahin tairega,
pyaar se ham nahin darega,
chaahe ye zamaana kahe,
ham ko deevaana aji
ham to mohabbat karega,
duniya se nahin darega
chaahe ye zamaana kahe,
ham ko deevaana aji
ham to mohabbat karega

Da Da Da Da DaDaDa
ham to mohabbat karega
Da Da Da Da DaDaDa......
-----------------------------------------------------------

Other songs of the movie Dilli Ka Thug

O Baabu O Laala
Ye Raaten Ye Mausam Nadi Ka Kinaara

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Deva Ho Deva

Shaana Na

Aapke Kamare Mein

So gaya, Yeh jahah

Superman

Bade Bhaiya Laaye Hain

O Duniya Ke Rakhwale

Mera Bhaiya

Dekhoji Mera Jiya Churaaye

Bhatke Panchhi