ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Do Badan > Bhari Duniya Men Aakhir Dil Ko

Do Badan ( Hindi Film Songs )

Jab Chali Thabdi Hava
Lo Aa Gai Un Ki Yaad
Mat Jaiyo Naukariya Chhod Ke
Nasib Men Jis Ke Jo Likha Tha
Raha Gardishon Men Haradam


Bhari Duniya Men Aakhir Dil Ko song lyrics

Singer: Mohammad Rafi

bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane kahaan jaaen -2
muhabbat ho gai jin ko, vo divaane kahaan jaaen
bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane kahaan jaaen
bhari duniya...

lage hain shammaa par pahare zamaane ki nigaahon ke -2
zamaane ki nigaahon ke
jinhen jalane ki hasarat hai,
jinhen jalane ki hasarat hai, vo paravaane kahaan jaaen
muhabbat ho gai jin ko vo divaane kahaan jaaen
bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane kahaan jaaen
bhari duniya...

sunaana bhi jinhen mushkil, chhupaana bhi jinhen mushkil -2
chhupaana bhi jinhen mushkil
zara tu hi bata ai dil,
zara tu hi bata ai dil, vo afasaane kahaan jaaen
muhabbat ho gai jin ko vo divaane kahaan jaaen
bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane kahaan jaaen
bhari duniya...

nazar men uljane, dil men hai aalam beqaraari ka-2
hai aalam beqaraari ka
samaj men kuchh nahin aata,
samaj men kuchh nahin aata, vo tufaane kahaan jayen
muhabbat ho gai jin ko vo divaane kahaan jaaen
bhari duniya men aakhir dil ko samajhaane kahaan jaaen
bhari duniya ...

***********************************************

Other songs of the movie Do Badan

Jab Chali Thabdi Hava
Lo Aa Gai Un Ki Yaad
Mat Jaiyo Naukariya Chhod Ke
Nasib Men Jis Ke Jo Likha Tha
Raha Gardishon Men Haradam

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

O Soniye Dil Jaaniye

Imli Ka Boota Beri Ka Ped - 2

Kyun Pheri Nazar

Dil Haara Re

Woh Woh Na Rahey

Kambakth Ishq

Kahaan Ja Raha Hai

Musjhe Neend Naa Aaye

Tere Mere Milan Ki Yeh Raina

Chup Ho Ja Amiron Ke Ye Sone Ki Ghadi Hai