ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Do Badan > Raha Gardishon Men Haradam

Do Badan ( Hindi Film Songs )

Bhari Duniya Men Aakhir Dil Ko
Jab Chali Thabdi Hava
Lo Aa Gai Un Ki Yaad
Mat Jaiyo Naukariya Chhod Ke
Nasib Men Jis Ke Jo Likha Tha


Raha Gardishon Men Haradam song lyrics

Singer: Mohammad Rafi

raha gardishon men haradam, mere ishq ka sitaara
kabhi dagamagaayi kashti, kabhi kho gaya kinaara
raha gardishon men haradam...........

koi dil ke khel dekhe, ke muhabbaton ki baazi
vo qadam-qadam pe jeete, main qadam-qadam pe haara
raha gardishon men haradam...........

ye hamaari bad-nasibi jo nahin to aur kya hai
ki us hi ke ho gaye ham, jo na ho saka hamaara
raha gardishon men haradam...........

pade jab ghamon ke paale, rahe mit ke mitanevaale
jise maut bhi na puuchha, use zindagi ne maara
raha gardishon men haradam...........

***********************************************

Other songs of the movie Do Badan

Bhari Duniya Men Aakhir Dil Ko
Jab Chali Thabdi Hava
Lo Aa Gai Un Ki Yaad
Mat Jaiyo Naukariya Chhod Ke
Nasib Men Jis Ke Jo Likha Tha

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aankhon Mein

Do Dil Mil Rahe Hai

Yaar Mere Yaara Mere

Ham Kis Ko Sunaayen Haal

Mere Roothe Hue Balamaa

Maahi Ve

Duniya Waalon Raam Seeta Ki

Aate Jaate Hanste Gaate

Ho Gayi Re Teri Ho Gayi

Ta Ra Ri Aa Ra Ri