ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Do Phool > Tadap Tadap Ke Kati Umr

Do Phool ( Hindi Film Songs )



Tadap Tadap Ke Kati Umr song lyrics

-----------------------------------------------------------
(tadap-tadap ke kati umr aashiyaane men)-2
mila na chain hamen to kanhi zamaane men
tadap-tadap ke kati umr aashiyaane men

(bahaar aai, khile phul ham to ye samajhe)-2
kisi ne aag lagaai hai, ashiyaane men
mila na chain hamen to kanhi zamaane men
tadap-tadap ke kati umr aashiyaane men

kisi se kuchh na kaha
kisi se kuchh na kaha, apane dil se baaten ki
ham aap jal gaye, dil ka diya jalaane men
mila na chain hamen to kanhi zamaane men
tadap-tadap ke kati umr aashiyaane men

(bhagavaan)-4
(hamaare sabr ka bhagavaan imtehaan na le)-2
kahin ye dam na nikal jaaye, aazamaane men
mila na chain hamen to kanhi zamaane men
tadap-tadap ke kati umr aashiyaane men

-----------------------------------------------------------

Other songs of the movie Do Phool



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Sorry Baba Sorry

Pyar Ke Mod Pe Chodoge Jo Bahen Meri

Ham ne jafa na kee thee

Tu Bin Bataye

Tooti Khidki Makdi Ka Jangla

Saajan Saajan

Rula ke gaya

Sathiya Yeh Tune Kya

Mere Chaliya

Chhod Do Aanchal