ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Don > Aaj Ki Raat

Don ( Hindi Film Songs )

Khaike Paan Banaras
Main Hoon Don
Main Hoon Don
Morya Morya Morya
Yeh Mera Dil


Aaj Ki Raat song lyrics

shaam hai jaam hai aur hai nasha
tan bhi hai mann bhi hai pighla huaan
chhayi hai ranginiya phir bhi hai betaabiyan
kyun dhadakta hai dil
kyun yeh kehta hai dil
deewanon ko ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya

do ghadi mein yahaan jaane kya ho gaya
jo hamesha tha mera dil mera ho gaya
kaun kiske dil mein hai faisala hoga
faisala hai yahi jeet hogi meri
deewaanon ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya

aaon main tumse kahu baat chupke se
rang badlegi pal mein raat chupke se
tumko le jaaunga phir saath chhupke se
jaaoge tum kahaan dekho main hoon yahaan
deewaanon ab tak nahi hai yeh pata
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya
aaj ki raat khona hai kya paana hai kya
khona hai kya

Other songs of the movie Don

Khaike Paan Banaras
Main Hoon Don
Main Hoon Don
Morya Morya Morya
Yeh Mera Dil

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dum

Ik Deewana

Kahin Deep Jale Kahin Dil

Koi Saagar Dil Ko

Joru Ka Ghulam

Dhol Bajne Laga

Koi Kahe Kehta Rahe

Tera Khayaal Dil Se

Rahi tha main awara

Jab Dard Nahin Tha Seene Men