ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Don > Main Hoon Don

Don ( Hindi Film Songs )

Aaj Ki Raat
Khaike Paan Banaras
Main Hoon Don
Morya Morya Morya
Yeh Mera Dil


Main Hoon Don song lyrics

duniya mein logon ne dil apane phirta hai
aaya hoon lekar main phir kitne hangaamen
zara dekho kaun aa gaya hai
zamane pe jo chha gaya hai
jami jispe sab nigaahen
khuli kiski khaatir hai baahen
aaisa dildaar aaya hai kaun
mujhko pehchaan lo main hoon don

main zindagi ki baazi lagake maut se khelta hoon juaan
na mujhko gham hai na mujhko parwaah kaun mera dushman huan
dushman jo mera ho rehta nahi duniya mein
bahut hi khatarnaak hoon main - 2
har ek pal mein chaalak hoon mein
duniya phir chikhne kaun
mujhko pehchaan lo main hoon don

palken bichhaye paas bulaaye kitni haseenaye mujhe
lekin do aankhen aankhon mein chhaa ke
aur woh behkaaye mujhe
ye nigaahen yeh bataaye
raaz hai inmein nashilen
ajab sa nasha chha raha hai - 2
mere dil ko behka raha hain
dekho behka huaan aaya don
mujhko pehchaan lo main hoon don

Other songs of the movie Don

Aaj Ki Raat
Khaike Paan Banaras
Main Hoon Don
Morya Morya Morya
Yeh Mera Dil

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ishq fitrat hai meri

Main Teri Tu Mera

Beqas Ki Aabroo Ko Neelam Kar Ke Chhoda

Ek Din Bik Jaaegaa Maati

Baadshah O Baadshah

Aajkal Ki Ladkiyan

Nasib Men Jis Ke Jo Likha Tha

Aasmaan Ke Paar

Paisa Paisa

Kahin aag lage lag jaave