ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Door Gagan Ki Chhaon Mein > Aa Chal Ke Tujhe Main Le ke Chalun

Door Gagan Ki Chhaon Mein ( Hindi Film Songs )

Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hai
Khoya Khoya Chandaa
Koi Loutaa De Mere
Path Bhoola Ek Aaya Musaafir
Raahi Tu Mat Ruk Jaana


Aa Chal Ke Tujhe Main Le ke Chalun song lyrics

(aa chal ke tujhe, main le ke chalun

ik aise gagan ke tale

jahaan gham bhi na ho, aansu bhi na ho

bas pyaar hi pyaar pale)-2

ik aise gagan ke tale



(suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa saveraa jaage)-2

(chandaa ki kiran se dhul kar, ghanaghor andheraa bhaage)-2

kabhi dhoop khile, kabhi chhaanv mile

lambi si dagar na khale

jahaan gham bhi na ho, aansuu bhi na ho ......



(jahaan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae)-2

(jahaan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa laaen)-2

sapano me pali hansati ho kali

jahaan shaam suhaani dhale

jahaan gham bhi na ho, aansuu bhi na ho ......



sapanon ke aise jahaan men jahaan pyaar hi pyaar khilaa ho

ham jaake wahaan kho jaaen, shikawaa naa koi gilaa ho

kahiin bair na ho, koi ghair na ho

sab milake yun chalate chalen

jahaan gham bhi na ho, aansu bhi na ho

bas pyaar hi pyaar pale

aa chal ke tujhe main le ke chalun ......

***************************************

(आ चल के तुझे, मैं ले के चलूं

इक ऐसे गगन के तले

जहाँ ग़म भी न हो, आँसू भी न हो

बस प्यार ही प्यार पले)-२

इक ऐसे गगन के तले



(सूरज की पहली किरण से, आशा का सवेरा जागे)-२

(चंदा की किरण से धुल कर, घनघोर अंधेरा भागे)-२

कभी धूप खिले, कभी छाँव मिले

लम्बी सी डगर न खले

जहाँ ग़म भी न हो, आँसू भी न हो ......



(जहाँ दूर नज़र दौड़ आए, आज़ाद गगन लहराए)-२

(जहाँ रंग बिरंगे पंछी, आशा का संदेसा लाएं)-२

सपनो मे पली हँसती हो कली

जहाँ शाम सुहानी ढले

जहाँ ग़म भी न हो, आँसू भी न हो ....



सपनों के ऐसे जहाँ में जहाँ प्यार ही प्यार खिला हो

हम जाके वहाँ खो जाएँ, शिकवा ना कोई गिला हो

कहीं बैर न हो, कोई ग़ैर न हो

सब मिलके यूँ चलते चलें

जहाँ ग़म भी न हो, आँसू भी न हो

बस प्यार ही प्यार पले

आ चल के तुझे मैं ले के चलूं ......



Other songs of the movie Door Gagan Ki Chhaon Mein

Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hai
Khoya Khoya Chandaa
Koi Loutaa De Mere
Path Bhoola Ek Aaya Musaafir
Raahi Tu Mat Ruk Jaana

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dekho Veer Jawanon Apne Khoon Pe Ye Ilzaam Na Aaye

Ye Raat Phir Na Aayegi

Aa Chal Ke Tujhe Main Le ke Chalun

Bol Papihe Bol Re

Jane Chale Jate Hain kahan

Hai Bas Ke Har Ek Unke

Tere Bina Tere Bina Tere Bina

Aankhon Mein Leke Pyaar

Dil-E-Nadan Tujhe

Tu Mere Pyaar Ka Phool Hai