Music > Door Ki Awaaz > Happy Birthday To You
Happy Birthday To You song lyrics
Happy Birthday to you 2
Hum bhi agar bachche hote 2
Naam humara hota gablu bablu
Khaneko milte laddu
Aur duniya kehti
Happy Birthday to you 2
Koi laata gudiya motor..
Happy Birthday to you
Kitni pyari hoti hai Bholi si umar
Na nokari ki chinta Na roti ki fikar
Nanhe munne hote hum to dete sau hukam
Piche firte daddy mummy banke naukar
Choclate biscut toffee khate Aur pite duddu
Aur duniya kehti Happy Birthday to you
Hum bhi agar bachche hote 2
Naam humara hota gablu bablu
Khaneko milte laddu
Aur duniya kehti
Happy Birthday to you 2
Kaise kaise nakhre karte
Gharwale se hum
Pal mein haste pal mein roote
Karte naak mein dum
Akad bakad lukka chuppi kabhi chua chu
Karte din bhar haalla gulaa danga aur dum
Aur kabhi zid per ad jaate jaise adiyal tattu
Aur duniya kehti
Happy Birthday to you 2
Hum bhi agar bachche hote 2
Naam humara hota gablu bablu
Khaneko milte laddu
Aur duniya kehti
Happy Birthday to you 2
Ab to hai ye haal ke jab se beeta bachpan
Maa se jhakda maa se takkar biwi se anban
Koluh ke hum bail bane hai dhobi ke gaddhe
Duniya bhare ke dange sar pe khaye dana dan
Bachpan apna hota to na karte dhechu dhe chu
Aur duniya kehti
Happy Birthday to you 2
Hum bhi agar bachche hote 2
Naam humara hota gablu bablu
Khaneko milte laddu
Aur duniya kehti
Other songs of the movie Door Ki Awaaz
Dil Mera Aaj Kho Gaya Hai Husn Se Chand Bhi Sharmaya Ik Musafir Ko Duniya Mein Muqadar Azmana Chahta Hoon
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Jaane Kyun Humko
Humko Chhoone Paas Aaiye
Ejee Thandi Sadak Hai
Dil Tujhe Diya Tha
O Mere Sanam
Ishq Nachaya Kare
Dhire Dhire
Aise Toote Taar
O Yaara Dhol Bajake
|
|