Music > Dor > Imaan ka asar
Imaan ka asar song lyrics
Jalti Dhup me Halki Hawa chal gayi,
Mila Bhrosha yaar ka, Ja phir sambhal gayi,
Khwahis Saans le, Janjire pigal gayi,
Sabaa umeed ko mathe pe yu mal gayi,
Sune Sehrao me hasrat pali hai,
Hi, Tufan me aaj ye shamma jali hai
Sayad hai ye dosti, ya Imaan ka Asar - 2
Aage kya likha humko kya khabar.
Imaan ka asar - 4
Din Mehak Mehak gaya, Raat machal machal gayi,
Chah jara tha ab magar, Niyat badal badal gayi,
Ho, Bechen jindagi Sukoon paye,
Hoy, Dil ki ye aarzoo lab pe to aaye,
Sayad hai ye dosti ya Imaan ka asar - 2
Aage kya likha humko kya khabar.
Imaan ka asar - 4
Jalti Dhup me Halki Hawa chal gayi,
Mila Bhrosha yaar ka, Ja phir sambhal gayi,
Kaisa saaj hai, Tanha Jaa behal gayi
Dhimi si taal par, Aasaayen machal gayi,
Sune Sehrao me hasrat pali hai,
Hi, Tufan me aaj ye shamma jali hai
Sayad hai ye dosti, ya Imaan ka Asar - 2
Aage kya likha humko kya khabar.
Imaan ka asar - 4
Other songs of the movie Dor
Har Ik Lab Par Hai Kesariya Baalam Aave Yeh Hausla Kaise Jhuke
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Rutha Huaa Chanda Hai
Aaye Aao Taare Aasmaan
Dekh Chaand Ki Aur Musaafir
Mere Naseeb Mein Ae Dost
Meri Yaad Mein Tum Na
Excuse Me
Nassa Nassa
Tere Mere Milan Ki Yeh Raina
Har Dil Main Hai
Tum Jo Mile
|
|