ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Dost > Jab Se Main Ne Dil Lagaaya

Dost ( Hindi Film Songs )

Aaye Bhi Akela Jaaye Bhi Akela


Jab Se Main Ne Dil Lagaaya song lyrics

Singers: Talat Mahmood & Madhubala Jhaveri

Talat:
jab se main ne dil lagaaya, dil kahin lagata nahin

Madhubaala:
ai muhabbat wo jahaan hain tu mujhe le chal vahin
le ke jaaun main kahaan rusavaaion ka qaafila,
haaye qaafila, haaye qaafila

Talat:
khatm hoga jaane kis din, do dilon ka faasala,
haaye faasala, haaye faasala

Madhubaala:
aarazuen dil ki saari khaak ho kar rah gaeen

Talat:
jab se main ne dil lagaaya, dil kahiin lagata nahin
ji na rone se bahalata hai, na ab fariyaad se,
fariyaad se, fariyaad se

Madhubaala:
dil ka gham kuchh aur badh jaata hai un ki yaad se,
haaye yaad se, haaye yaad se

Talat:
aur un ko bhool jaana bhi mere bas men nahin

Madhubaala:
ai muhabbat vo jahaan hain tu mujhe le chal vahin
mujh se kismat bhi khafa hai, aur vo bhi hain juda,
haaye hain juda, haaye hain juda

Talat:
pyaar ki pahali kiran chamaki to sooraj dhal gaya,
haaye dhal gaya, haaye dhal gaya

Madhubaala:
meri duniya men andhere ke siwa kuchh bhi nahin

Talat:
jab se main ne dil lagaaya, dil kahin lagata nahin

******************************************

Other songs of the movie Dost

Aaye Bhi Akela Jaaye Bhi Akela

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Jo Ishq Ka Matlab Samjhega

Chand Ho

Ek Nazar Bas Ek Nazar

Dil De Diya Seene

Wada Karle Saajna

Ye Mausam Aaya Hai

Chal Chale

Aaye Aao Taare Aasmaan

Yeu Kashi Kashi Mi Nandayla

Dil Ne Yeh Na Jaana