ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Durgesh Nandini > Kahaan Le Chale Ho

Durgesh Nandini ( Hindi Film Songs )

Chaand Nikalega Jidhar
Chandan Ki Naiyya Pe Ho Ke
Kaise Main Aaun Piya
Mat Maaro Shaam
Meri Majaburiyon Pe Jahaan Chup Raha
Pyaar Ke Rang Mein Sainyyaa Mori
Raat Andheri Dar Laage Akelii


Kahaan Le Chale Ho song lyrics

-----------------------------------------------------------
kahaan le chale ho, bata do musaafir
sitaaron se aage, ye kaisa jahaan hai
khayaalon ki manzil, ye khwaabon ki mahafil
samajh men na aaye, ye duniya kahaan hai
kahaan le chale ho......

kahaan rah gaye, qaafilen baadalon ke
zamin chhup gayi hai, tale baadalon ke
hai mujh ko yaqeen, ke hai jannat vahin
ye ajab si fiza hai, ajab ye sama hai
kahaan le chale ho......

nazar ki dua ka javaab aa raha hai
meri aarazu pe shabaab aa raha hai
ye khaamoshiyaan bhi hain, ik daastaan
koi kahata hai mujhase, mohabbat javaan hai
kahaan le chale ho......

muhabbat bhari is jahaan ki hain raahen
jinhen dekh kar kho gayi hain nigaahen
ye halaki hava laayi, kaisa nasha,
na raha hosh itan, mera dil kahaan hai
kahaan le chale ho......
-----------------------------------------------------------

Other songs of the movie Durgesh Nandini

Chaand Nikalega Jidhar
Chandan Ki Naiyya Pe Ho Ke
Kaise Main Aaun Piya
Mat Maaro Shaam
Meri Majaburiyon Pe Jahaan Chup Raha
Pyaar Ke Rang Mein Sainyyaa Mori
Raat Andheri Dar Laage Akelii

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aaj Socha To Aansoo

Nikal Padi

Tu Pyaar Ka Sagar

Kabhi Hain Gham

Churao Na Dil

Yeh Zindagi Usiki Hai

Khaike Pan Banaras Wala

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal

Yeh Raat Bheegi Bheegi

Hey Maine Kasam Li