ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ek Chalis Ki Last Local > Laree Choote

Ek Chalis Ki Last Local ( Hindi Film Songs )

Bheegi Bheegi Si
Ekka Chuaka
Panga


Laree Choote song lyrics

Woh kehte hai na
Jo hota hai acche ke liye hota hai
Galat kehte hai ...

Kismat ka khel hai sara
Phirta tha mein awara
Yeh kya se kya hogaya
Chaar din ki zindagani
Har pal ek nai kahani
Kya tha mein kya ban gaya

Kya hua jo larrri chuti
Jeevan ki gadi looti
Khwaab hai to mujhko naa jaga
Zindagi ek pal mein salli
Yun palat gai humari
Jhooth hai to mujhko na bataa


Mumbai ..suna tha yahan adami
Puri Zindagi apni kismat slow track se fast track laane mein nikal deta hai
Per dhai ghante mein meri kismat
Aise slow track se fast track per
aa jayigi yeh mene kabhi socha nahi tha
Saza maza ban jayegi
Yeh bhi kabhi socha nahi tha
Last local kya chutti
Sala kismat patri per aagayi

Karlo jo bhi karna hai
Hota hai jo hona hai
Guzra to pal yeh phir na aayega
Kya bura hai kya bhala hai
Waqt hi shayaad khuda hai
ho jane do phir dekha jayega

Kya hua jo larrri chuti
Jeevan ki gadi looti
Khwaab hai to mujhko naa jaga
Zindagi ek pal mein salli
Yun palat gai humari
Jhooth hai to mujhko na bataa

o Kehte hai na
Jo hota hai acche ke liye hota hai
Sahi kehte hai .

Other songs of the movie Ek Chalis Ki Last Local

Bheegi Bheegi Si
Ekka Chuaka
Panga

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Bad Naseebi Ka Gila

Pehachan To Thi

Hai duniya usiki

Hai rama ye kya hua

Yeh Aankhen Dekh Kar

Sharafat Chhod Di Maine

Pyaar Diwana Hota Hai

Chhoti Si Aasha

Tere Dil Ka Rishta