jhoome re,
nilaa ambar jhoome,
dharati ko choome re
tujh ko yaad kar ke,
mera dil bhi jhoome
hoon, hoon, hoon, hoon, ha ha~~aa~~
kis ke ishaare mujh ko yahaan le aae
kis ki hansi ne raah men phool khilaae
ambavaa ki daali daali, gaae koyal kaali
mera dil bhi jhoome
hoon, hoon, hoon, hoon, ha ha~~aa~~
jhoome re,
nila ambar jhoome,
dharati ko choome re.........
aise men jo milata ho baanhon ka sahaara
aur machal uthataa ye nadi ka kinaara
(nadiya ka paani sunataa, pyaar ki kahaani)-2
mera dil bhi jhoome
jhuume re,
nila ambar jhoome,
dharati ko choome re
tujh ko yaad kar ke,
mera dil bhi jhoome
hoon, hoon, hoon, hoon, ha ha~~aa~~
jhoome re....