Music > Ek Phool Do Mali > Sajana Tere Pyaar Men Main Gayi
Sajana Tere Pyaar Men Main Gayi song lyrics
Singers: Aasha Bhonsle & Chorus
Aasha:
sajana sajana o sajana tere pyaar men main gai kho sajana
tere hi kaaran bani re jogan ab hona hai jo bhi ho sajana
Chorus: ab ye laagi chhute na, ab ye bandhan tute na
Aasha:
milate hi nain gaya chain meri raaton ka
chal gaya jaadu teri pyaar bhari baaton ka -2
sajana sajana.................
Chorus: ab ye laagi chhute na, ab ye bandhan tute na
Aasha:
bairi papiha jab piyu-piyu gaae re
laage vo baan meri jaan chali jaae re -2
sajana sajana...............
Chorus: ab ye laagi chhute na, ab ye bandhan tute na
Aasha:
duniya ke mele na akele dekh jaaenge
tere hi sang piya rang saare bhaaenge -2
sajana sajana..........................
Chorus: ab ye laagi chhute na, ab ye bandhan tute na
*******************************************************
Other songs of the movie Ek Phool Do Mali
Chal Chal Re Naujawan Kar De Madad Garib Ki Mera Naam Karega Roshan O Nanhe Se Farishte Saiyaan Le Gai Jiya Teri Paheli Nazar Ye Parada Hata Do
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Meri Kahani Mera Kissa Ho Tum
Dil Sambhale Sambhalta Nahin Aaj
Humko Chhoone Paas Aaiye
Sawar Gai Mein
Dus
Kahe Nainon Men Naina Daale Re
Ek Din Bik Jaaegaa Maati
Aaja Aaja Main Hoon Pyar Tera
Dekho Maine Dekha
Haseenon Se Mohabbat Ka
|
|