ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ek Saal > Sab Kuchh Luta Ke [Talat Version]

Ek Saal ( Hindi Film Songs )

Chhum Chhum Chali Piya Ki Gali
Kis Ke Liye Ruka Hai
Sab Kuchh Luta Ke [Lata Version]
Tumhe Qasam Hai Chale Bhi Aao


Sab Kuchh Luta Ke [Talat Version] song lyrics

Singer: Talat Mahmood

[karate rahe khizaan se ham saudaa bahaar ka
badalaa diya to kya ye diya un ke pyaar kaa]

sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiyaa -2
din men agar charaagh jalaaye to kya kiyaa
sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiyaa -2

ham bad-nasib pyaar ki rusavaai ban gaye -2
khud hi lagaa ke aag tamaashaai ban gaye,
tamaashaai ban gaye
daaman se ab ye shole bujhaaye to kya kiya
din men agar charaagh jalaaye to kya kiya
sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiya -2

le-le ke haar phoolon ke aai to thi bahaar -2
nazaren utha ke ham ne hi dekha na ek baar
dekha na ek baar
aankhon se ab ye parade hataaye to kya kiya
din men agar charaagh jalaaye to kya kiya
sab kuchh luta ke hosh men aaye to kya kiya -2

**********************************

Other songs of the movie Ek Saal

Chhum Chhum Chali Piya Ki Gali
Kis Ke Liye Ruka Hai
Sab Kuchh Luta Ke [Lata Version]
Tumhe Qasam Hai Chale Bhi Aao

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Jadoo Bhari Ankhon Wali Suno

Dag-mag Dag-mag Dole Naiya

Le Ke Dil Chup Ke Se Kiya Majbur

Shukhriya Aye Pyar Tera

Yahaan Koi Nahin Tera Mere Siva

Kaash

Chatari Na Khol Ud Jayegi

Aur Mohabbat Hai

Tu Hain Tu Hain

Parda Hai Parda