ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ek Saal > Tumhe Qasam Hai Chale Bhi Aao

Ek Saal ( Hindi Film Songs )

Chhum Chhum Chali Piya Ki Gali
Kis Ke Liye Ruka Hai
Sab Kuchh Luta Ke [Lata Version]
Sab Kuchh Luta Ke [Talat Version]


Tumhe Qasam Hai Chale Bhi Aao song lyrics

Singer: Lata

kisi ne aaj mohabbat ko aazamaaya hai
wafa ko aaj nibhaane ka vaqt aaya hai
pukaar sun ke chale aao do ghadi ke liye
badi tamanna se ham ne tumhen bulaaya hai
chale bhi aao -3

( chale bhi aao, chale bhi aao
tumhen qasam hai, chale bhi aao, chale bhi aao ) -2

( usi se kahate hain baat dil ki
ki jis ko samajhe kuchh apana-apana ) -2
mita na dena bharam ye mera
na tod dena ye pyaara sapana

chale bhi aao, chale bhi aao
tumhen qasam hai, chale bhi aao, chale bhi aao

( na aaye tum to kahegi duniya
ye naaz jhootha ye pyaar jhootha
ye pyaar jhootha ) -2
ye dil ki dhadakan hai ek dhokha
nigaah ka intazaar jhootha

chale bhi aao, chale bhi aao, chale bhi aao, chale bhi aao

***********************************

Other songs of the movie Ek Saal

Chhum Chhum Chali Piya Ki Gali
Kis Ke Liye Ruka Hai
Sab Kuchh Luta Ke [Lata Version]
Sab Kuchh Luta Ke [Talat Version]

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Rangeela Re

Ik Manzil Raahi Do

Tumhe kaise kahun

Zara Pyaar Kar Le Baabu

Mitava Laagi Re Ye Kaisi

Bindiya Chamakne Lagi

Aana Zara Paas To Aa

Diwanon Se Yeh Mat Puchho

Panchhi Banu Udati Phirun

More Sawariya