ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Faraar > Main Pyaasa Tum Sawan

Faraar ( Hindi Film Songs )



Main Pyaasa Tum Sawan song lyrics

Main Pyaasa Tum Saawan
Main Dil Tum Meri Dhadkan
Ho Naa, Hoon To, Ho Ho Naa, Hoon To

Aankhon Ko Jab Band Karoon Main
Sapne Tumhare Aaye
Pyar Bina Ye Jeevan Phika
Sapne Ye Samjhaaye
Man Se Man Ki Dori Kaa
Tum Hi To Ho Bandhan
Ho Naa, Hoon To, Ho Ho Naa, Hoon To

Main Jab Chhedoon Dil Ke Taraane
Chupke Se Sun Lena
Yeh Naghme Hai Pyaar Ki Kaliyaan
Dheere Se Chun Lena
Tera Mera Rishta Jaise
Khushboo Aur Chandan
Hai Naa, Hain To, Hain Hai Naa, Hain To

Main Pyaasa Tum Saawan
Main Dil Tum Meri Dhadkan
Ho Naa, Hoon To, Ho Ho Naa, Hoon To

Other songs of the movie Faraar



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Manzil Vahi Hai Pyaar Ki

Aye Gulbadan

Har Janam Main Hamara Milan

Sehra

Dost Ban Ke Aaye Ho

Mera Qaraar Leja

Akele Hain Toh Kya Gam

Nadiya Kinare

Sare Sehar Mein Aap Sa Koi Nahi

Do Dil Toote Do Dil Hare