Music > Fida > Maine Jisko Chaha
Maine Jisko Chaha song lyrics
Maine jisko chaaha mil gaya
Chain jab se aaya dil gaya
Dekhke tumhaari yeh ada
Jaaneman hui main to fida
Maine jisko chaaha mil gaya
Chain jab se aaya dil gaya
Dekhke tumhaari yeh ada
Jaaneman hua main to fida
Mujhe kar de paagal yeh aankhon ka kaajal
Deewaana kare yeh hansi
Teri uthti jhukti yeh qaatil nigaahein
Sikhaane lagi aashiqui
Mujhe jhoomne de tujhe choomne de
Hai mauka bada dilnasheen
Bekhabar tujhe na yeh pata
Mere ishq ka hai yeh nasha
Maine jisko chaaha mil gaya
(La la la la la la la la la la la la la
La la la la la la la la la la) - 2
Mohabbat hoon main mujhko lab se laga le
Bujha le tu dhadkan ki pyaas
Gulaabon ke saaye khayaalon pe chhaaye
Na kaanta koi aas paas
Tera ishq dil mein chubhe lamha lamha
Tu jaan meri main teri saans
Rang aisa chhalka pyaar ka
Yeh zamaana saara hil gaya
Maine jisko chaaha mil gaya
Other songs of the movie Fida
Aaj Kaho Sanam Jitna Aaja Ve Maahi Ve Soniya Dil Mere Na Aur Nazar nazar dhoonde
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Lagan More Mann Ki
Do Dil Toote Do Dil Hare
Kash Ek Din Aisa Bhi Aaye
Jaane Vaalon Zara Mud Ke Dekho Mujhe
Der Na Ho Jaye Kahin
Ek Dil Ne
Tumhaari Mast Nazar
Kahaan Ho Kahaan Mere
Ichak Bichak Churr
Thaath Nawabi
|
|