ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Gateway of India > Do Gahdi Vo Jo Paas Aa Baithe

Gateway of India ( Hindi Film Songs )

Na Hanso Ham Pe
Sapane Men Sajan Se


Do Gahdi Vo Jo Paas Aa Baithe song lyrics

Singers: Aasha & Rafi

Rafi : do ghadi vo jo paas aa baithe
ham zamaane se door ja baithe

Aasha : do ghadi vo jo paas aa baithe
ham zamaane se door ja baithe

Rafi : (bhul ki un ka hamnashin ho ke
royenge dil ko umr bhar kho ke) - 2
haay! kya cheez thi ganvaa baithe
do ghadi vo jo paas............

Aasha : (dil ko ek din zarur jaana tha
vahi pahuncha jahaan thikaana tha ) - 2
dil vahi dil jo dil men ja baithe
do ghadi vo jo paas............

Rafi : (ek dil hi tha gham-gusaar apana
meharabaan, khaas raaz-daar apana ) - 2
gair ka kyon ise bana baithe
do ghadi vo jo paas............

Aasha : (gair bhi to koi hasin hoga
dil yun hi de diya nahin hoga ) - 2
dekh kar kuchh to dil laga baithe
do ghadi vo jo paas............

Both: do ghadi vo jo paas aa baithe
ham zamaane se door ja baithe

***********************************************

Other songs of the movie Gateway of India

Na Hanso Ham Pe
Sapane Men Sajan Se

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

A Foreword

Door Se Paas

Kisi Surat Lagi Dil Ki

Vo Bhuli Daastaan Lo Phir Yaad Aa Gai

In Kadmon Ke Neeche

Chaha Hai Tumhein Chahenge

Aur Kya

Bada Natkhat Hain

Ek Kamre Mein Hum Tum