ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Geet > Tere Naina Kyon Bhar Aae

Geet ( Hindi Film Songs )

Aaja tujhko Pukare
Kya Hai Is Baansuriya Men


Tere Naina Kyon Bhar Aae song lyrics

Singers: Lata & Mahendra Kapoor

tere naina kyon bhar aae
vo hai sab ka rakhavaala
tu kaahe ko ghabaraae
tere naina kyon...............

ye aansu aur ye dukh saare, le ja prabhu ke dvaare
vo hi tooti aas bandhaae bigade kaaj sanvaare
dvaar se us ke koi khaali haath na vaapas jaae
tere naina kyon...............

jivan ki ye dhup-chhaanv, sab hai khel tamaasha
man se aankh michauli khele, aasha aur niraasha
aaj hai dukh to kal sukh hoga, kaahe nir bahaae
tere naina kyon..............

***********************************************

Other songs of the movie Geet

Aaja tujhko Pukare
Kya Hai Is Baansuriya Men

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Hawa Sard Hai Khidki

Mohabbat Ki Hai Tumhare Liye

Har Dil Main Hai

Khamosh Raat

Zara Nazaron Se Kah Do Ji

Khushboo Churaati

Awara Paagal Deewana

Dil Lagiya Na Lagiya