ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Gunaah > Hamne Tumko Dil De Diya

Gunaah ( Hindi Film Songs )

Dil Ne Kaha
Jab Dil Churaya
Mere Dil Pe Kisine
Rooth Kar Hum
Saajana Saajana


Hamne Tumko Dil De Diya song lyrics

a: (ham ne tumko dil ye de diyaa ye bhi na poochhaa kaun ho tum) -2
ye faislaa jo dil ne kiyaa ye faislaa jo dil ne kiyaa
ye faislaa jo dil ne kiyaa tab ye bhi na sochaa kaun ho tum
ba: ham ne tumko dil ye de diyaa ye bhi na sochaa kaun ho tum

ba: dil hai ki maantaa nahin is dil pe kiskaa zor hai
teri aur khinchaa jaa rahaa hooN jaane ye kaisi Dor hai
a: tumko hai kuchh ho gayaa aahoN pe aahen bharte ho
deevaane ho tum deevaane deevaani baat karte ho
ba: ham to chalo, ham to chalo deevaane sahi par apni bataao kaun ho tum
a: arrey ham ne tumko dil ye de diyaa ye bhi naa poochhaa kaun ho tum
ba: ye faislaa jo dil ne kiyaa ye faislaa jo dil ne kiyaa
ye faislaa jo dil ne kiyaa tab ye bhi na sochaa kaun ho tum

a: aa aa aa aa aa
tum pe yaqin aa gayaa ye kaisaa aitbaar hai
kyaa hai ye dil ki bebasi yaa naam iskaa pyaar hai
ba: yuN hi nahin bechain hooN yuN hi nahin betaab hooN
tumne dekhaa thaa jo kal maano vahi main Khvaab hooN
a: aaNkhoN ne, aaNkhoN ne aaNkhoN mein dekh kar ye pahchaanaa kaun ho tum
ye faislaa jo dil ne kiyaa ye faislaa jo dil ne kiyaa
ye faislaa jo dil ne kiyaa tab ye bhi naa sochaa kaun ho tum
arrey ham ne tumko dil ye de diyaa ye bhi naa poochhaa kaun ho tum

Other songs of the movie Gunaah

Dil Ne Kaha
Jab Dil Churaya
Mere Dil Pe Kisine
Rooth Kar Hum
Saajana Saajana

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aasmaan Ke Paar

Aao Bachon Tumhen dikhayen

Chhup Gaya Badli Mein Jaake

My Dil Goes Club Mix

Na Jaane Kyon

Ladka Yeh Kehta Hai

Suno Na Suno Na

O Yaara Dhol Bajake

Dil Ki Shikaayat Nazar Ke Shikwe

Lakhon Hain Nigahon Mein