ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Haathi Mere Saathi > Sun Jaa Aa Thandi Hawa

Haathi Mere Saathi ( Hindi Film Songs )

Chal Chal Chal Mere Saathi
Dhak Dhak Dhak
Dilbar Jaani Chali Hava Mastani
Duniya Mein Rehna Hai To
Nafrat Ki Duniya Ko


Sun Jaa Aa Thandi Hawa song lyrics

la : ( sun ja aa thandi hava
ki : aaha tham ja ai kaali ghata
kuch pyaaree-pyaari baaten hamaari a jaate-jaate tu bhi sun ja ) -2
tham ja ai kaali ...

ki : ham aaj donon akele hain sun baavari
yoon hi shor machaana na tu
la : jo neend aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein
to zindagi bhar jagaana na tu
ki : dheere-dhiire haule-haule
la : man ki kahaani aa ri deevaani
chhupate-chhupaate tu bhi sun ja
ki : tham ja ai kaali ...

la : par yaad rakhana ye baaten
kisi aur se ja ke bairan tu kahana nahi
ki : nainon mein nindiya nahi aaj bas
aaj hamare jiya mein bhi chaina nahi
la : choree-chori chupake-chupake
ki : ek doosare se ham jo kahenge
hansate-hansaate tu bhi sun ja
tham ja ai kaali ...

Other songs of the movie Haathi Mere Saathi

Chal Chal Chal Mere Saathi
Dhak Dhak Dhak
Dilbar Jaani Chali Hava Mastani
Duniya Mein Rehna Hai To
Nafrat Ki Duniya Ko

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Nanna Munna Rahi Hoon

Main Gaaon Tum Gaaon

Jis Ka Mujhe Tha Intezar

Ajab Teri Karigari Re Kartar

Dil Toot Gaya

Kala Doriya

Haye Re Haye

Jhoomen Yeh Zameen

Chura Liyaa Hai Tumne

Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Phir Soch Raha Kyon Barson Ki