ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Haqeeqat > Main Yeh Soch Kar Uske Ghar Se Chala

Haqeeqat ( Hindi Film Songs )

Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..


Main Yeh Soch Kar Uske Ghar Se Chala song lyrics

Main yeh soch kar uske ghar se chala tha

ke woh rok legi mana legi mujhko



Hawaon me laherata aahta tha daman

ke daaman pakad ke beetha leti mujhko



Kadam aise andaz se uth rahey the

ke awaz de kar bhula legi mujko



Magar usne roka na usne manaya

na daman hi pakta na mujko bithaya

na awaz hi dee na wapas bulaya

main ahista ahista badta hi aaya

yaahan tak ke us se juda ho gaya main

juda ho gaya main

Other songs of the movie Haqeeqat

Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aisa Lagta Hai

Ye Kya Kar Daala Tu Ne

Main Hoon Don

Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye

Kyon Ki Itna Pyar Part 1

Aisa Jadoo

Gaa Re Mann

Pyar Bina Part 1

Hum Yaar Hain Tumhare 2

Tum Se Kuchh Kahena Hai