ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Hattrick > I Am Coming Home Again

Hattrick ( Hindi Film Songs )

Ek Pal Mein
Kahan Kho Gaya
Rabba Khair Kare
Wicket Bacha


I Am Coming Home Again song lyrics

Itane armaan lekar abb main jaaunga kahaan
Kuch paane ko jo khoya phir paaunga kahaan
Manzil kho gayi ek pal ko bass raah rah gayi
Raahon ne yuun moda ki manjilhi mil gayi
Kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
I m coming home again
Mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
I m coming home again

Kitane armaan lekar abb main jaaunga kahaan
Kuch paane ko jo khoya phir paaunga kahaan
Kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
I m coming home again
Mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
I m coming home again

Chehara jaanasa kuchh pehchaana sa, main tha Magar main nahi
Sapane tute the armaan jhute the, aankhon mein Mere kahin
Jo chaaha woh paaya hai maine magar
Kaise milaau main (khud se nazar - 2)
Kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
I m coming home again
Mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
I m coming home again

Kisne mujhe na samajha, maine kise na jaana, Deewar khud ban gayi
Rishte puri tarah se, bikhare bhi toh nahi the, bass Thi daraare kayi
Abb woh deewaare daraare nahi
Apane hain sapane hai (saare yahin - 2)
Kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
I m coming home again
Mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
I m coming home again (coming home again)

Itane armaan lekar abb main jaaunga kahaan
Kuch paane ko jo khoya phir paaunga kahaan
Manzil kho gayi ek pal ko bass raah rah gayi
Raahon ne yuun moda ki manjilhi mil gayi
Kab kahaan dil se nikali sada, mujhko nahi pata
I m coming home again
Mil gayi mujhko meri disha, badali hai yuun hawaan
I m coming home again

Other songs of the movie Hattrick

Ek Pal Mein
Kahan Kho Gaya
Rabba Khair Kare
Wicket Bacha

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aye jindgi gale laga le

Main Dhoondhata Hoon

Mohan Ki Muraaliyaan Baaje

Koi Gata Main So Jata

Rang Barse Bheege Chunarwali

Raat Dhalane Lagi

Mere Khwabon Mein Jo Aaye

Tala Tum Tala Tum

Teer Khate Jayenge

Dil Ka Rishta