Music > Hey Baby > Heyy Babyy
Heyy Babyy song lyrics
Ishq Mohbbat Pyaar ki baatein
Bekaar ki baatein
Jhoothe hai saare vaadein
Rasmein na jaane
Kasmein na maane
Kar woh jo thaane
Hum to begde sehjaade
[Hey Babyy je le de is pal ko
Hey babyy Kal ki sochenge kal ko]2
Aaja yahan mere sang aake zara jhoom le jaanejaa
Yun na jala Hoothon se hoothon ko zara chumm le jaanejaa
ho armaano ki in raaton mein
Aag lagi hai mere jazbaaton mein
Mujhko na eshe tadpaa
Ishq Mohbbat Pyaar ki baatein
Bekaar ki baatein
Jhoothe hai saare vaadein
Rasmein na jaane
Kasmein na maane
Kar woh jo thaane
Hum to begde sehjaade
[Hey Babyy je le de is pal ko
Hey babyy Kal ki sochenge kal ko]2
Kisko pata jana dhal jaayeg kab jawaaniyon ka nasha
Chal dilruba lele dono milke zindaganiyon ka mazaa
ho madhooshi mein kho jane de hota hai jo bhi yara
ho jane de
Dooriyan rehena darmiyaaan
Ishq Mohbbat Pyaar ki baatein
Bekaar ki baatein
Jhoothe hai saare vaadein
Rasmein na jaane
Kasmein na maane
Kar woh jo thaane
Hum to begde sehjaade
[Hey Babyy je le de is pal ko
Hey babyy Kal ki sochenge kal ko]2
Other songs of the movie Hey Baby
jaane bhi de Meri Duniya
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Ye Jhuke Jhuke Naina
Chhum Chhanaanan Chhum
Kar De Madad Garib Ki
Haath aaya hai jabse tera hath mein
Aise To Na Dekho Ke
Tune O Rangeele
main kunwara aagaya
Dil Machal Raha Hai Rang Badal Hai
Kali Nagin Ke Jaisi
Ichak Daana Bichak Daana
|
|