ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > home delivery > Kaash

home delivery ( Hindi Film Songs )

Chand Ki Roshni
Cuckoo Cuckoo
Home Delivery
Khushboo Churaati


Kaash song lyrics

har kisika koi hota sahara
har dil ka koi dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti
phoolo sa khilta jahaan
kaash aaisa hota
kaash koi na rota
kaash pass aakar
kaash koi na khota

kaash ke yu daal par phool murjhate naheen
kaash hota rang se hi saja sara jaha
ashq aur dard ke labj hote hi naheen
toot te na pyar ke khwab phir yahaan
tootne hi the agar kaash sapne hi jara kam hote
har kisika koi hota sahara
har dil ka koi dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti
phoolo sa khilta jahaan
kaash aaisa hota
kaash koi na rota
kaash pass aakar
kaash koi na khota

apni saari manzilein kash mil jaati hamein
bhul humse na koi ek bhi hoti
kaash hota saathi zindagi bhar ke liye
chhoota na haath phir haath se kabhi
jo raha na saath toh kaash armaan bhi jara kam hote
har kisika koi hota sahara
har dil ka koi dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti
phoolo sa khilta jahaan
kaash aaisa hota
kaash koi na rota
kaash pass aakar

Other songs of the movie home delivery

Chand Ki Roshni
Cuckoo Cuckoo
Home Delivery
Khushboo Churaati

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

O Mere Dholana

Aye Mere Dil-E-Nadan

Dil Mera Aaj Kho Gaya Hai

Dekho Mera Jadoo

Dil Vich Lagya

Hamen Chaahe Badnaam Kar De Zamaana

Main Teri Dushman Dushman

Tumhe Aaj Maine Jo Dekha

Milan Abhi Aadhaa

Ab Neend Kise