ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Hulchul > Ishq Main

Hulchul ( Hindi Film Songs )

Hum Dil Ke
Rafta Raftaa


Ishq Main song lyrics

alka
haan haaaaaaaan an
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain
neend bhi chaain bhi hosh bhi kho raha hain
is tarah chod ke door na jaa
faasle keh rahe paas aja
is tarah chodke door naa jaa
paas mere paas aaja ui ui
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain

shaan
ghoomati hain zameen jhoomta assman
kaunsi hain jagah aagaye hum kahan

alka
ghoomati hain zameen jhoomta aasman
kaunasi hain jagah aa gaye hum kahan

shaan
rut hain jawani ki tera mera saath hain masti fizaaon main

alka
kitni suhani si apni mulaqat hain
aa meri baahon main

shaan
bekarariyaan kya khumaariyaan
bekhudi main cha raha nasha

alka
ui ui

shaan
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain

alka
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain

shaan
neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain

alka
neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain

alka
kya haseen hain sama kuch hawa sard hain
dhadkane bekhabar dil main bhi dard hain

shaan
kya haseen hain sama kuch hawa sard hain
dhadkane bekhabar dil main bhi dard hain

alka
teri tamanna hain tera hi khayal hain
jaane tu jaane naa

shaan
kaise bataoon main
kaisa mera haal hain mane tu maane naa

alka
beqaraar main bekhayal tu
aa raha hain aaj to majah
ui ui

shaan
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain

alka
neend bhi chain bhi hosh bhi ko raha hain

Other songs of the movie Hulchul

Hum Dil Ke
Rafta Raftaa

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Sochoon Tumhein

Aaja Aaja Tera Intezaar Hai

Ye Raat Ye Chaandani Hemant Version]

Mere Humsafar

Lagan More Mann Ki

Hum Bewafa Hargis

Gali Gali Mein Phirta Hai

Dooba Re Dooba

No Entry Ishq Ki Gali Mein

Nadi Kinare Saath Hamaare