Music > Hum Ho Gaye Aap Ke > Re Maama
Re Maama song lyrics
Hey You and Me Night Remember
Dekho Yeh Deewana Mara Gaya
Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Aah Dekho Yeh Deewana Mara Gaya
Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Uski Nigaaho Mein Yeh Bas Gaya
Jaake Bechara Kahan Fas Gaya
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Haan Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Haan Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Naadaan Hai Tu Na Tujhko Khabar Hai
Aasan Nahin Yeh Dil Ka Safar Hai
Mushkil Badi Hai Yeh Chaahat Ki Raahen
Jeene Na Dengi Yeh Kamsin Adayen
Zulfon Ke Saaye Se Bach Kar Nikle
Paagal Anadi Mere Saath Chal
Dilbar Nahin Kaam Hai Yeh Tera
Tu Maan Le Ab To Kehna Mera
Pyaar Hua Na Re Mama
Dil To Gaya Na Re Mama
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Mere Labon Pe Hai Teri Kahani
Tere Liye Hai Yeh Meri Jawaani
Kya Keh Rahi Hai Yeh Rangeen Raate
Aaja Kare Milke Chaahat Ki Baaten
Yun Mujhse Daaman Chuda Ke Na Ja
Aise Tu Nazren Bacha Ke Na Ja
Tauba Meri Tu Kahan Ko Gaya
Mere Sanam Tuhjko Kya Ho Gaya
Pyaar Hua Na Re Mama
Dil To Gaya Na Re Mama
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Dekho Yeh Deewana Mara Gaya
Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Aah Dekho Yeh Deewana Mara Gaya
Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Uski Nigaaho Mein Yeh Bas Gaya
Jaake Bechara Kahan Fas Gaya
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Pyaar Hua Na Re Mama
Dil To Gaya Na Re Mama
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Other songs of the movie Hum Ho Gaye Aap Ke
Der Se Hua Hum Ho Gaye Aap Ke Ishq Hai Kya Kuch Nahi Hai Pehli Baar Dil Ye
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Meri Tarah Tum Bhi
Aye Udi Udi Udi
Kasak Uthi Mere Maan
Anjana Dil Kya Jane 1
Chandan Ki Naiyya Pe Ho Ke
O Baalam Tere Pyaar ki
Mera To Jo Bhi Qadam Hai
Usko Pata Hai
Main Tujhse Aise Milun
Tu Kitni Achhi Hai
|
|