ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Hum To Mohabbat Karega > Hum To Mohabbat Karega

Hum To Mohabbat Karega ( Hindi Film Songs )

Churalo Dil
Suno Suno, Kaho Kaho
Tere Aagey Peechey
Yeh Khushi Ki Mehfil


Hum To Mohabbat Karega song lyrics

Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Jabse Dekha Tumko Ey Jaadugar Haseen
Us Din Se To Yeh Dil Kahin Lagta Hi Nahin
Tabse Haal Kya Hai Kahu Kya
Dil Hai Deewana Tumhara
Karta Bhi Kya Haaye Bechara
Dil Hai Deewana Tumhara
Jabse Dekha Tumko Ey Jaadugar Haseen
Tabse Mera Bhi Dil Kahin Lagta Nahi Nahin
Us Din Se Na Pucho Hua Kya
Dil Hai Deewana Tumhara
Karta Bhi Kya Haaye Bechara
Dil Hai Deewana Tumhara
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat

Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Milte Hi Yaha To Abhi Se Hulchul Badhi Hai Jalta Hai Seena
Haath Laga Ke Zara Dekho Kaisa Mujhe Bhi Aaye Paseena
Milte Hi Yaha To Abhi Se Hulchul Badhi Hai Jalta Hai Seena
Haath Laga Ke Zara Dekho Kaisa Mujhe Bhi Aaye Paseena
Bura Haal Dono Ka Yaara
Dil Hai Deewana Tumhara
Karta Bhi Kya Haaye Bechara
Dil Hai Deewana Tumhara
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat

Rahi Jo Yahi Bekraari Anjaam Aage Jaane Kya Hoga
Abhi Sambhala Tha Jigar Ko Ke Aisa Dhadka Yeh Dil Ke Tauba
Rahi Jo Yahi Bekraari Anjaam Aage Jaane Kya Hoga
Abhi Sambhala Tha Jigar Ko Ke Aisa Dhadka Yeh Dil Ke Tauba
Dikhne Laga Din Mein Taara
Dil Hai Deewana Tumhara
Karta Bhi Kya Haaye Bechara
Dil Hai Deewana Tumhara
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Jabse Dekha Tumko Ey Jaadugar Haseen
Us Din Se To Yeh Dil Kahin Lagta Hi Nahin
Tabse Haal Kya Hai Kahu Kya
Dil Hai Deewana Tumhara
Karta Bhi Kya Haaye Bechara
Dil Hai Deewana Tumhara
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat

Other songs of the movie Hum To Mohabbat Karega

Churalo Dil
Suno Suno, Kaho Kaho
Tere Aagey Peechey
Yeh Khushi Ki Mehfil

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Kahaan Le Chale Ho

Jugni Jugni

Main Jaagu Saari Rain

Kuch Pal Palkhon Main

Na Tum Bewafa Ho

Dil Hai Mera

Sachha Pyaar

Dil Mere Tarse

Har Chehara Yahaan Chaand

Ae bekhabar