ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Humjoli > Haye Re Haye

Humjoli ( Hindi Film Songs )

Dhal Gaya Din
Hone Lagi Dil Mein


Haye Re Haye song lyrics

Lata
u uun uuun uuuun uun un un uun
Rafi
Haye re haye
neend nahin aaye
chain nahin aaye
dil mein tu samaaye
aaya pyaar bhara mausam deewana, deewana
Lata
Haye re haye
neend nahin aaye
chain nahin aaye
dil mein tu samaaye
aaya pyaar bhara mausam deewana, deewana

Lata
koi dekh le agar
Rafi
ghum na kar
Lata
koi dekh le agar
Rafi
tu ghum na kar
Lata
mujhe to lag rahaa hai dar
kyon magar
Lata
rut sunaa rahi hai
preet kee kahaaniyaan

Rafi
Haye re haye (haye)
mast ghata chhaye (haye)
pyaas naa bujhaaye (haye)
aag see lagaaye
aaya pyaar bhara mausam deewana, deewana

o ho ho
o ho ho

aa ha ha
aa haaha
Rafi
Dil ne dil se kyaa kahaa
Lata
kyaa pata
Rafi
Dil ne dil se kyaa kahaa
Lata
yeh kyaa pata

Rafi
zara saa mere paas aa
Lata
kyoon bhalaa
Rafi
aa tujhe main de doon
prem ki nishaaniyaan

Lata
Haye re haye (haye)
jaan ghabaraaye(haye)
aankh jhuki jaaye (haye)
saans ruki jaaye
aaya pyaar bhara mausam deewana, deewana

Lata
Chhedatee hai ye hawaa
Rafi
Kyaa huaa
Lata
Chhedatee hai ye hawaa
Rafi
To kyaa huaa
Lata
Jagaa hai dil mein dard saa
Rafi
Kyoon bhalaa
Lata
Rang laa rahi hai pyaar ki jawaniyaan
Rafi
Haye re haye (haye)
Zulf key eh saaye (haye)
Hosh udaa jaaye (haye)
Paanv dagamagaaye
aaya pyaar bhara mausam deewana, deewana

Other songs of the movie Humjoli

Dhal Gaya Din
Hone Lagi Dil Mein

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aye Dil Na Mujhse Chhupa

Ujaadi Mere Pyaar Ki Duniya

Chand Jaise Mukhde Pe

Chhoti Si Zindagi Men

Loota Hai Zamaane Ne

Tere Liye Jaanam Tere Liye

Chand Ho

Fariyad

Laage Jab Se Nain Laage

Tere Liye