ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Indian > Thaath Nawabi

Indian ( Hindi Film Songs )

Deewane
Jaana Maine
Rab Di Kasam
Watan Walo
Yeh Pyar


Thaath Nawabi song lyrics

Thaath Nawabi Baat Nawabi
Wah Teri Kya Baat Hai
Haiy Haiy Haiy Haiy
Thaath Nawabi Baat Nawabi
Wah Teri Kya Baat Hai
Chunnu Ki Mummy Raju Ki Maami
Wah Teri Kya Baat Hai
Hey Roothon Nahin Aise Yaar Hum Se
Karo Kuch Pyar Vyar Hum Se
Dil Deewane Ka Todo Na
Kisko Padhaogi Chehra Kitabi
Thaath Nawabi Baat Nawabi
Wah Teri Kya Baat Hai
Chunnu Ki Mummy Raju Ki Maami
Wah Teri Kya Baat Hai

Oh Jaane Jaana Maine Yeh Maana
Der Se Aana Mera Rog Hai Purana
Dekho Ji Peeche Bilkul Na Aana
Main Na Maanungi Naa Naa Nahi Nahi Naa Naa
Maan Jaao Na Jaaneman
Sab Tumhara Hain Tan Man Dhan
Bin Tumhare Hai Kya Mera
Muqaddar Ke Taale Ki Tum Hi Ho Chaavi
Thaath Nawabi Baat Nawabi
Wah Teri Kya Baat Hai
Oy Oy Oy Oy Oy
Thaath Nawabi Baat Nawabi
Wah Teri Kya Baat Hai

Ho Tum Se Mohabbat Kitni Hain Humko
Yeh Jaanta Hai Saara Zamana
Haan Mujhko Batao Main Na Rahi To
Kya Karoge Yeh Saara Zamana
Main Yeh Maanta Hoon Dilbar
Chot Tumko Di Hai Dil Par
Maafi Maang Loonga Ghar Par
Raste Pe To Na Karon Yeh Kharabi

Au Baatein Karna Aur Ek Nibhana
Theek Hi To Hai Mera Rooth Jaana
Maana Tadapti Ho Par Sab Samajti Ho
Kitni Mahan Ho Tum Jaane Jaana
Chodo Chodo Chodo Naatak
Yun Sataoge Tum Kab Tak
Maan Jaaogi Na Jab Tak
Dekho To Mausam Hai Kitna Gulabi
Thaath Nawabi Baat Nawabi
Wah Teri Kya Baat Hai
Haiy Haiy Haiy Haiy
Thaath Nawabi Baat Nawabi
Wah Teri Kya Baat Hai
Chunnu Ki Mummy Raju Ki Maami
Wah Teri Kya Baat Hai
Hey Roothon Nahin Aise Yaar Hum Se
Karo Kuch Pyar Vyar Hum Se
Dil Deewane Ka Todo Na
Kisko Padhaogi Chehra Kitabi

Other songs of the movie Indian

Deewane
Jaana Maine
Rab Di Kasam
Watan Walo
Yeh Pyar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Rula Kar Chal Diye

Yeh Pal

Humein Tumse Pyar Kitna

Teen Kanastar Peet Peet Kar

Dheere Dheere

Chhun Chhun Ghunghroo Bole

Bahaaron Ki Duniya Pukaare Tu Aaja

Tohe Leke

Aayo Kahaan Se

Ramchandra Keh Gaye