ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Ishq Vishk > Aisa Kyoon Hota Hai

Ishq Vishk ( Hindi Film Songs )

Aankhon Ne Tumhari
Chot Dil Pe Lagi
Dooba Re Dooba
Kaun Hai Woh
Love Love Tum Karo
Mujhpe Har Haseena
Mujhse Hui Bas Yeh


Aisa Kyoon Hota Hai song lyrics

mere dil ko ye kyaa ho gayaa, main na jaanooN kahaaN kho gayaa
kyon lage din mein bhi raat hai, dhoop mein jaise barsaat hai
aisaa kyoN hotaa hai baar baar
kyaa isko hi kahte hain pyaar) -2

aa aa aa aa aa.., aa aa aa..

ho sapne naye sajne lage, duniyaa nayee lagne lagi
pahle kabhi aisaa na huaa, kyaa pyaas ye jagne lagi
madhoshiyoN kaa hai samaa, vo jhukne lagaa aasmaaN
Khaamoshi bani hai zubaaN, chheDe hai koi daastaaN
dhaDkan pe bhi chhaayaa hai Khumaar
aisaa kyoN hotaa hai baar baar

ho aaine mein jo dekhaa tujhko, aayee sharam aaNkhen jhuki
dhak se meraa dhaDkaa jiyaa, ek pal ko ye saaNsen ruki
ab chooDi sataane lagi, raatoN ko jagaane lagi
main yuNhi machalne lagi, kuchh kuchh badlane lagi
jaane rahti huN kyon beqraar
aisaa kyoN hotaa hai baar baar
mere dil ko ye kyaa ho gayaa, main na jaanooN kahaaN kho gayaa
kyon lage din mein bhi raat hai, dhoop mein jaise barsaat hai
(aisaa kyoN hotaa hai baar baar
kyaa isko hi kahte hain pyaar) -2

Other songs of the movie Ishq Vishk

Aankhon Ne Tumhari
Chot Dil Pe Lagi
Dooba Re Dooba
Kaun Hai Woh
Love Love Tum Karo
Mujhpe Har Haseena
Mujhse Hui Bas Yeh

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Laagi laagi laagi, prem dhun laagi

Dilkash

Udhar Vo Chaal Chalate Hain

Dil Ke Kareeb Koi Chupha Hai

Aa Jana Tere Bin

Kyon Khoye Khoye Chand Ki

Tere Koonche Men Aramaanon Ki Duniya

O Dil Naa Lagaanaa

Yaara Re Yaara Re

Dil Ka Rishta