Music > Jaal > Eh mere doston gar mohabbat karo
Eh mere doston gar mohabbat karo song lyrics
[Doosra hai zamana woh pahela nahin
kitne majnuuu hain magar ek laila nahin
ek laila nahin, ishe liye toh kaha hai]
Eh mere doston gar mohabbat karo
badh main do yeh dil pahele kar lo yakeen
woh situmgar kahin bewafa toh nahin
woh situmgar kahin bewafa toh nahin
Aaj tak jitne aashiq purane huey
ya sharabi huey ya diwane huey
ya sharabi huey ya diwane huey
is liye sahebo mashwara yeh suno
badh main do yeh dil pahele kar lo yakeen
woh situmgar kahin bewafa toh nahin
Yeh wafa kyon kare inki adat nahin
ein main sub kuch hai lekin sharafat nahin
ein main sub kuch hai lekin sharafat nahin
tum inhey jaan lo, jaan pehchan lo
badh main do yeh dil pahele kar lo yakeen
Other songs of the movie Jaal
Tu morni jangal ki ya jalpari koi
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Aapsa koi haseen dilruba eh dil nashi
Gali Gali Mein Phirta Hai
Haal-E-Dil Yun Unhe Sunaaya Gaya
Dola Re Dola
O Jaanewaale Tune Aramaanon Ki Duniya
Meri Duniya Mein
Dil Tarasta Hai
Dil Kaa Aalam
Jo Ishq Ka Matlab Samjhega
|
|