ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Jaanwar > Angoori Angoori

Jaanwar ( Hindi Film Songs )

Kasam Se
Mausaam
Mera Yaar Dil Dar
Paas Bulati Hai


Angoori Angoori song lyrics

Chhamak chham chhamke angoori badan
Damak dam damke angoori badan
Pyaasi hai meri baahein, jiya hai beqaraar
Tadpaa naa mujhe aise, aaja naa mere yaar
Chhamak chham chhamke angoori badan
Damak dam damke angoori badan

(Koi padaa hai mere jhumke ke peeche
Koi padaa hai mere dhumke ke peeche) - 2
Kaise chhupaaoon, kaise dabaaoon
Sholaa jawaani ka
Sahi naa jaaye mujhse birahaa ki jalan
Chhamak chham chhamke angoori badan

(Shyaam savere tera rastaa nihaaroon
Tanhaa akeli saari rehna guzaaroon) - 2
Kisko sunaaoon, kisko bataaoon
Haal burraa hai dil ka
Dard nahin jaane bedardi sajan
Chhamak chham chhamke angoori badan
Pyaasi hai meri baahein, jiya hai beqaraar
Tadpaa naa mujhe aise, aaja naa mere yaar
Chhamak chham chhamke angoori badan
Damak dam damke angoori badan

Other songs of the movie Jaanwar

Kasam Se
Mausaam
Mera Yaar Dil Dar
Paas Bulati Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Lakdi Ki Kaathi

Pyar Ka Matlab

Piya Bina Piya Bina

Aajkal Ki Ladkiyan

Wo Jab Yaad Aaye

Chhap Tilak

Dharti Ki God Mein

Dharti Ki God Mein