ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Jagte Raho > Thandi Thandi Saavan Ki Phuhaar

Jagte Raho ( Hindi Film Songs )

Jaago Mohan Pyaare Jaago
Te Ki Main Jhooth Bolayaa
Zindagi Khwaab Hai


Thandi Thandi Saavan Ki Phuhaar song lyrics

Singer: Aasha Bhosle

thandi thandi saavan ki phuhaar
piya aaj khidaki khuli mat chhodo......
aave jhonke se pagali bayaar,
piya aaj baati jali mat chhodo......
thandi thandi saavan ki phuhaar......

diye ki jyoti, akhiyon men laage, diye ki jyoti....
diye ki jyoti, akhiyon men laage,
palakon pe nindiya savaar
piya aaj baati jali mat chhodo
thandi thandi saavan ki phuhaar.....

papeehe ne mann ki agni bujha li, papeehe ne mann ki....
papeehe ne mann ki agni bujha li, pyaasa raha mera pyaar
aave jhonke se pagali bayaar,
piya aaj baati jali mat chhodo.....
thandi thandi saavan ki phuhaar.......

*******************************************

Other songs of the movie Jagte Raho

Jaago Mohan Pyaare Jaago
Te Ki Main Jhooth Bolayaa
Zindagi Khwaab Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Kudiyan Shaher Diyan

Kya Kare Kya Na Kare

Mann More Ga Jhoom Ke

Jumta sawan dekho aaya barkha ne pyar barsaya

Dhak Dhak Karne Laga

Pyaar Achha Hota Hai

Musjhe Neend Naa Aaye

Jhoom

Sau Baar Janam Nahin

Jhoomka Gira Re