Music > Jagte Raho > Zindagi Khwaab Hai
Zindagi Khwaab Hai song lyrics
Singer: Mukesh
[rangi ko naarangi kahe, bane dudh ka khoya
chalati ko gaadi kahe, dekh kabira roya]
zindagi khwaab hai, khwaab men, jhooth hai kya
aur bhala sach hai kya
sab sach hai
zindagi khwaab hai.......
dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya - 2
phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala
zindagi khwaab hai............
ek katara may ka jab, patthar ke honthon par pada - 2
us ke seene men bhi dil dhadaka, ye us ne bhi kaha
kya
zindagi khwaab hai............
ek pyaali bhar ke main ne, gham ke maare dil ko di
zahar ne maara zahar ko, murde men phir jaan aa gai
_ _ _ _ _ _ ? ? ? ?
zindagi kwaaab hai......
*******************************************
Other songs of the movie Jagte Raho
Jaago Mohan Pyaare Jaago Te Ki Main Jhooth Bolayaa Thandi Thandi Saavan Ki Phuhaar
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Tera Sarafa
Ayaa Na Humko
Aankhon Se Tune Kya
Mere Mehboob Mere Sanam
Yaadon ki baraat 2
Manzil Ki Chaah Men
Rota Hai Mera Dil
Na Ye Chaand Hoga [Hemant Version]
Yaar Ko Maine
Laali Laali Doliya Men
|
|