Music > Jannat > Char Dino Ka Pyaar
Char Dino Ka Pyaar song lyrics
[Char dino ka Pyaar o Rabba
Lambi judai lambi judai ]2
Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
[Khoya raha mein saason mein apne
Aahat bhi teri bhool gaya mein
Kitna jeeya hoon Tanha raho hoon
Ishq tera bhool gaya hooon]2
Uljha raha mein is zindagi mein
Dil ki duhai dil ki duhai
Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Kithe mein jau
O O
Har bebasi mein
Is zindagi ne
Tujhko hi chaha
Tujhko hi manga
Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na Pyaar na paya
Har bebasi mein
Is zindagi ne
Tujhko hi chaha
Tujhko hi manga
Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na Pyaar na paya
Khud ko chupake rahon se guzre
Dil ko sambhle dil ko sambhle
Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Other songs of the movie Jannat
Char Dino Ka Pyaar O RabbaFemale Door Na Ja Door Na Ja Haan Tu Hai Haan Tu Hai Zara Sa Dil Mein De
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Nain Tumhare Mazedar
Bahak Chale Mere Nainawa
Ram Milaye Jodi
Tere Koonche Men Aramaanon Ki Duniya
Leja Meri Duaayen
Jaagte Raho
Maan Chahe Sanam Mere Yaar
Koi Aisa Alam
Love Tujhe Love Main
Shikwa Tera Main Gaoon
|
|